गूगल टॉक पर हुई अब तक की सबसे बड़ी ऑनलाइन ब्लॉगर मीट
Biggest online Hindi Bloggers meet on Google Talk
शनिवार १४ जुलाई को जब दिल्ली में चिट्ठाकार मीटिया रहे थे उसी समय गूगल बाबा के सानिध्य में एक ब्लॉगर मीट ऑनलाइन भी हो रही थी। गूगल ने हाल ही में गूगल टॉक गैजेट में ग्रुप चैट सुविधा शुरु की है। दिन में सबसे पहले संजीत भाई ने गरिमा जी के साथ महफिल शुरु की। उसके बाद कोई ४ बजे के करीब मुझे पकड़ा। थोड़ी देर बाद सागर भाई भी आ गए। काफी देर तक नई चीज की टैस्टिंग ही होती रही। फिर मैंने यूनुस भाई को पकड़ा। उसके बाद एक-एक कर डॉ. प्रभात टंडन, रामचंद्र जी, गिरिराज भाई आदि आते आए।
यह अब तक की सबसे बड़ी ऑनलाइन चिट्ठाकार भेंटवार्ता थी। अब आगे ज्यादा क्या बताऊं, खुद ही पढ़ लीजिए।
नोट:
- सभी सदस्यों से यह वार्ता प्रकाशित करने हेतु पूर्वानुमति ले ली गई है।
- लगभग सारी बातचीत रोमनागरी में हुई क्योंकि गूगल टॉक गैजेट में सीधे हिन्दी टाइप नहीं होती।
---
गरिमा: mai aa gayii
Shrish has joined
3:56 PM संजीत: aaiye garima ji
aapko shrish bhai dikh rahe hai?
गरिमा: haan dikh rahe hain
3:57 PM me: Hi
संजीत: good hai
matlab ki kuch nahi se kuch to achchhaa wala hai ye group chat
me: Who is this undefined, is she Garima?
is Dr. saab here too?
Hi all
3:58 PM गरिमा: haan mai to kahi bhi ho sakti hoon.. Shrish ji :D
संजीत: haa haa
3:59 PM गरिमा: haan ye group chat bhi achha hai, sanjeet ji.. ab kam se kam grouping ke liye yahoo par bhaagna nahin padega
संजीत: sahi kaha aapne garima ji
4:00 PM bloggers k bich kai bar group chat ki jarurat mahsus hoti hai aur sabhi bloggers gtalk par hi hai
welcome wala back hai shrish ji
me: Oh sorry
I think it was Dr. Prabhat Tandon
4:01 PM संजीत: koi bat nahi shrish ji, dr garima ji hai ye
गरिमा: o achha... hota hai
me: Who is this undefined ?
संजीत: undefind to mujhe bhi nai maloom ji
4:02 PM गरिमा: kahi mai to undifined nahin dikh rahi?
संजीत: mujhe bhi nai dikh raha sach kahu ti
mujhe koi undefined dikh hi nai raha
4:03 PM गरिमा: o achha
4:04 PM me: But if you are undefined then who is beging shown as Dr.
संजीत: ye bhi sahi
4:05 PM me: How can you be present with two names?
संजीत: bt mujhe kyn nahi dikh raha koi undefined
me: ye bhi sahi kaun bola ye?
vahI undefined hai?
गरिमा: mai to ek hi naam se hoon
संजीत: vah, lo kallo baat shrish bhai, apan awara hai idhar
me: apna naam likho
4:06 PM संजीत: sanjeet here yar
गरिमा: Garima
me: matlab aap Garima hain.
?
गरिमा: haan
me: are yaar
गरिमा: aapne kya samjhaa?
4:07 PM me: ab ye Garima kisane likhaa?
संजीत: haa haa
गरिमा: hahahahahaha
संजीत: kuch na kuch locha hai shrish bhai, lagta hai vo anjani sundari aapke dilo dimag par puri tarah kabja jama chuki hai boss
4:08 PM गरिमा: khi khi... Sahi bol rahe hain Sanjeet ji
संजीत: haa haa
4:09 PM ye mamoo to gaya kam se :-" bechara aaj usi sundari ke karan blogger meet me bhi nai ja paya
सागर has joined
4:10 PM संजीत: welcome sagar bhai
सागर: Thanks Sanjeet JI
संजीत: kaise hai aap
गरिमा: Bhaiya abhi busy to nahin hain?
me: I think more than one person is being displayed as undefined periodically.
सागर: Shrishji, Dr Sab sab ko namaskaar
nahi ab free
संजीत: prabhu sagar bhai, yar mai aapse chhota hounga, aise ji na kaho mujhe
4:11 PM me: Is Sagar bhai here too?
संजीत: may b u r rute shrish
सागर: yas
संजीत: yeah he is here now
सागर: bhai me aap sab se bada hu par m,eri aadat he aap kahane ki
गरिमा: mujhe koii undifined nahin dikh raha
4:12 PM संजीत: mujhe bhi nai dikh raha sirf shrish bhai ko dikh raha/rahi hai undefined, inke sir se us sundari ka bhoot utarna hi padega ek post likh kar
gaye shrish bhai munna bhai ne ek post likh di ab to aap pe , sundari kand
4:13 PM गरिमा: Bhaiya aapko koii dikh raha hai "undefined " naam se
khi khi... ye bhi sahi hai Sanjeet jii
सागर: nahi to
4:14 PM koi "undefind" nahi dikh raha
गरिमा: Shrish ji undefined ko undefined hi rahne dijiye... jo hain unse baat kijiye.. so simple
सागर: :)
4:15 PM गरिमा: :) iska smiley mast hai.. yahoo se achha hai
संजीत: haa haa
सागर: are maine jo smiley lagaya tha vah mujhe hi nahi dikh raha, aap ko dikh raha he garimaji?
4:16 PM संजीत: yaha to dikh raha hai sagr bhai
सागर: sachamuch jadu je, shrish ko kuch dikh raha he mujhe kuchh kuchh nahi
me: Yeah it supports graphic smilies, these are added recently.
:)
संजीत: hmm
4:17 PM me: B-)
सागर: :P
संजीत: haa haa
4:18 PM me: The smilies is first displayed as simple, than animates and converts in graphic form.
संजीत: hmm
me: Looks nice na! B-)
4:19 PM संजीत: yup
<3
me: I think Google should add this group chat feature in GTalk soon.
संजीत: aamen!!
me: It is very useful and interesting.
संजीत: bcoz web msngr ki tarah upyog karne me maja nahi hai . kyo.nki yahoo confy ki aadat padi hui hai
4:20 PM सागर: par jab tak hindi nahi chalati maja nahi aayega, ham anguthachhaap jo
गरिमा: haan mujhe dikh raha hai
bhaiya aap smiley button check karo usme gadbad kiya hoga
me: Yeah I admit.
संजीत: for xample yahoo ne apna webmsngr utara hai kuchh din pahle hi, usme utna maja nai hai
sahi kah rahe ho sagr bhai
me: Exactly, that is why I generally don't use GTalk Gadget.
सागर: ek baar fir se karata hu
:)
dekho is baar aaya
4:21 PM pahale nahi aayaa tha
संजीत: mai bhi hindi type karne ki koshish kar k dekhtahu
me: Hindi is must for us.
:)
संजीत: ?????
??? ?? ??? ?? ?? ??
सागर: baraha nahi chalata shayad indic IMI chale
संजीत: nai ho raha yar
सागर: ha ha ha
me: On windows the most compatible Hindi IME is Indic IME.
संजीत: hindi writer ne to chalne se mana kar diya yaha
hmm
4:22 PM me: and even that don't work in GTalk gadget.
:(
संजीत: oh
गरिमा: lo ab mujhe smiley nahin dikh rahen hain
haan
haan aayaa
?????? ??? ?? ?
hahahaha
indic bhi nahin chala
सागर: :)
संजीत: hmm
me: Yeah I have tested all Hindi typing tools on it.
संजीत: hmm
me: Nothing works.
संजीत: afasos
afsos
सागर: achcha SS kya kya kiya aaj?
गरिमा: abhi to naya naya aaya hai... fir hindi bhi chalega
4:23 PM संजीत: hmm, may b
me: chalo bhaaI ek blogger meet hamne bhi kar le yahaan
सागर: haa Google kare aisaa hi ho
गरिमा: aaj special class liye Big B
संजीत: haa haa sahi hai shrish bhai
सागर: good good
kis subject par
me: If all of you agree can I publish this on my blog?
4:24 PM संजीत: ek bande ko aur invite kar raha tha mai yaha bt use invi mil nahi rahe mere
सागर: why not
me: Or anyother of you can do this.
संजीत: sure shirish bhai
गरिमा: kisko?
me: All this talking.
chattting.
सागर: sure
गरिमा: shrish ji aap kijiyega... mujhe hindi type karne me dikkat hotii hai abhii
me: Hmm
BTW
गरिमा: isliye to soch samjh ke blog par post daalti hoon
सागर: khi khi khi
संजीत: aap ye publish karo aur mai munna bhai ko lagata hu kam pe, e pundit ke bare me , aajkal e pandit ke din thik nai chal rahe jab se kisi sundari k chakkar me padaa hai mamoo
4:25 PM गरिमा: kise bula rahe thay sanjeet jii
सागर: yah sundari ka kya chakkar he bhai tanik hame bhi batao
me: He He :) :(
संजीत: are ek s/w engg hai delhi se, use invite kar raha tha mai yaha, mast banda hai, blog bhi start karne ja raha hai apna
सागर: shrishji kya chakkar he sach batao
गरिमा: Big B Shrish ji ka post padhiye aur Sanjeet ji ka status message samjh jaayenge
4:26 PM संजीत: are sagar bhai mera states msg padh lo, aur kal mere blog pe munna bhai padh lena, samajh jaoge
me: Hmm :(
सागर: vo jo blogger meat ke bare me likha hai?
संजीत: yeah
सागर: ya koi aur ?
गरिमा: haan
me: Yeah
सागर: usame sundari kaha se aai?
संजीत: vahi wala fir mera states msg padh lo
4:27 PM सागर: aapaka status mujhe nahi dikha raha sanjeetji
aap meri chat list me nahi ho ab tak isliye shayad
4:28 PM hello sssssssssssssss sab kaha gaye
गरिमा: yehi hoon mai
संजीत: oh
ab dikh jayega
4:29 PM सागर: haa ab dikh araha he
गरिमा: Big B ab samjh gaye aap?
संजीत: hmm
सागर: haa
गरिमा: khi khi
सागर: :P
4:30 PM pramendr prataap ne kahi us ladaki ko shrish ka pata to nahi de diya ?
ID*
संजीत: }:)
गरिमा: hahaha
संजीत: haa haa, sahi
गरिमा: ye bhi ho sakta hai
:D
4:31 PM सागर: tab to jaldi hi khush khabari sunayenge shrish
me: Nahin vo to ab Bhabh Ji hain. :)
Bhabh --> Bhabhi
गरिमा: :P
4:32 PM me: Priya mitra Kaviraj ji ki hone vaali sangini. :D
सागर: online bhabhi ? wah wah n
गरिमा: :D
khi khi
संजीत: haa haa
सागर: online he usako aap swikaar kar lo koi Farak nahi padata
me joshiji ko samajha deta hu
संजीत: kaviraj ne apni photo bhi bhej di hai na
सागर: mai unhe bol deta hu vapas mangawa le
4:33 PM संजीत: ha haa
गरिमा: joshi bhaiya ko wo waise bhi pasand nahin
सागर: angur khatte wala mamala hoga :)
:P
संजीत: haa haa
गरिमा: nahin nahin
4:34 PM सागर: joshiji ko bhi invite karana tha
संजीत: garima ji iska matlab yah hai ki us kanya ki photo kaviraj ji ne dekh li hai
karta hu
गरिमा: kiya hai bhaiya ko invite
सागर: ham sabane invite kar diya unhe :)
संजीत: he he he
सागर: maine bhi kiya
गरिमा: ye bhi achha hai
hehe
4:35 PM सागर: ab massab gayab?
संजीत: hmm
vo post likhne ki taiyari me jut gaye honge is chat gadget par
गरिमा: massab bole to?
4:36 PM संजीत: shrish
master ji
गरिमा: oh achha.. Guru ji
संजीत: technical claas lagate hai na apne blogpr sabke liye
सागर: pahale pankah the massab bad me shrishji ho gaye
me: No I am not Gayab, I am reading blog posts simultaneously.
4:37 PM संजीत: haa haa
hmm
सागर: u r not gayab?
संजीत: han han, bahana achcha hai shrish bhai, sidhe sidhe kaho na ki usi sundari ki yado me kho ja rahe ho bar bar
jiske chakkar me aaj k blogger meet me nahi ja paye
गरिमा: khi khi
सागर: ki hame bhi naam to batao sundari ka
4:38 PM संजीत: gaye mamoo tum to kam se
सागर: ya ham hi namakaran bhi kare
me: Le lo bhAI maje
Ab Apko kyA mAloom hamArI takleef
सागर: aap nahi le rahe maje ?
4:39 PM me: Dil jal rahA hai.
सागर: bhai sab hamane to shadi bhi ki he aur barato me bhi gaye he, aapki takalif samajh sakate he
me: WahAn sab log meet ke maje le rahe honge
:(
सागर: WOW, sachamuch gaye kaam se massab
me: Ham yahAn bathe keyboard peet rahe hain.
4:40 PM सागर: he he he
संजीत: hmm
shrish aap ye sari bat save rakh rahe ho na?
4:41 PM me: No but I think it will be saved automatically in Gmail.
संजीत: shayd nahi, coz ye gadget hai, not gtalk chat
me: As usually chats are saved in gmail.
4:42 PM Hmm may be the case.
सागर: shayad nah ho save
manually karalo, nahi to baad me pachataoge
संजीत: hmm
4:43 PM mai bhi yahi soch raha hu munna bhai ko likhna hai na is pe post, ki apna mamoo bhi kabhi kam ka aadmi tha aur ab kya ho gaya sundari k chakkar me
सागर: ek dost ko aur invite kiya he maine
संजीत: khush-amdid
4:44 PM kuch bhi kaho ye chij hai acchi , mil baith k bat karne k liye, bhale hi yahoo jaisa majaa nai fir bhi
सागर: kyo yahoo jaisa maja kyo nahi?
4:45 PM संजीत: yahoo confrence aur iski tulna karoge to dekho na aap khud hi
sabse pahli kami to yah hai ki yah web msngr ki tarah explorer me hi open hota hai, msngr se nahi
गरिमा has left
4:46 PM संजीत: matlab yah ki iska upyog karne k liye aapke paas xplorer ka hona jaruri hai
सागर: haa
संजीत: dusraa yah ki iske batein kisi tarah se save nai ki ja sakti
me: No not explorer, any browser would serve.
संजीत: yah yah , any browser, rite now i m using firefox
सागर: i em using mozilaa now
4:47 PM संजीत: masssab dhyan dein, aap save nahi kar sakte manualy bhi nai
ab ye dekhna ho ki apne aap gmail me save karega ya nahi
me: No the second most drawback is that it does not support unicode due to which we can not chat in Hindi.
:(
संजीत: yes, true
4:48 PM me: Friends
संजीत: sagar bhai aap kisi ko invite kar rahe the use nai mila kya?
me: yunus bhai is online, why not invite him.
संजीत: bulaiye unhe bhi
सागर: 5 min pls
संजीत: ok
सागर: pankaj bengani
4:49 PM संजीत: o o
me: Sanjeet bhai, how to invite anybody here?
संजीत: filhal meet ke vishes samvad-data vahi hai abhi to
upar group chat par clik kijiye, aapki list aa jayegi, jise bulana ho us par clik kr dijiye
4:50 PM me: Hmm I have invited Pankaj bhai.
:)
संजीत: hmm
me: Also Giriraj bhai and Yunus bhai.
Let us see do they join us.
4:51 PM संजीत: kuch locha hai lagta hai, invitation nahi milte kuch logo ko aisa lagta hai
4:52 PM गरिमा has joined
गरिमा: i m back
संजीत: welcome wala back hai garima ji
गरिमा: waise mere pichhe kyaa baate huiin?
thanks Sanjeet ji
सागर: Welcome again
गरिमा: Thanks Big B
संजीत: aapke piche jyada kuch nai hua bas shrish bhai ne us sundari ki details de di hamein
aapke karan sharma rahe the sharma ji batane me
4:53 PM गरिमा: o achha... tab to mera jaana achha hi raha
me: Hmm :-o
यूनुस has joined
me: Hi Welcome Yunus bhai.
संजीत: he he
सागर: naam bhi bata diya hame
यूनुस: sabko namastey
संजीत: welcome hai yunus sahab
सागर: welcome yunus bhai
namaste
गरिमा: mujhe kam se kam naam hi bataa dijiye
4:54 PM संजीत: sagar bhai bas us kanya ka nam sochna hi to baki hai( shrish bhai kanyao k kaise nam pasand hai aapko)
गरिमा: Namaskaar Yunus jii
यूनुस: ye kya kanyabaaji ho rahi hai
namastey garima jiiiiiii
सागर: hamare shrish ladaki ke chakkar me dilli jana bhul gaye
me: He he
Sanjeet ji se puchiye
गरिमा: yunus ji aap mere messenger list me to dikh hi nahin rahe
4:55 PM यूनुस: arre aisa kaise ho gaya garima ji
shirish so poocho kyu naheen dikh rahe
संजीत: mera states msg pdh lo yunus bhai, sab samajh jaoge
यूनुस: लड़की, हाय लड़की, तभी मैं सोचूं कि आजकल ईपंडित इतना सुस्त क्यों हो गया है,
4:56 PM संजीत: haa haa
me: yunus bhai
संजीत: yahi to ham bhi kah rahe hai yunus bhai
me: How are you typing in Hindi here????
गरिमा: mujhe nahin dikh rahe aap yunus ji
संजीत: ki apna mamoo to tha kam ka admi
यूनुस: अरे भैया शिरीष आजकल इसी लिये अपनी किलास विलास नहीं लगा रहे हो क्या
4:57 PM संजीत: yunus bhai ye batao kis ki help se hindi likh rahe ho yaha par
यूनुस: अरे काट काट के चिपका रहा हूं ईपंडित
संजीत: ha haa
सागर: he he he
yunus bhai itani mehanat
me: We are not able to type Hindi in google chat here.
यूनुस: लिख वर्ड्स पे रहा हूं
4:58 PM hey bhagwaan ye shirish ko kya ho gaya hai aajkal
achcha ek class to lago zara....tags ke bare me
mujhe technorati aur wo jo sare tags hote hain wo lagana seekhna hai
kaun sikhayega
shirish to gaya ladki ke chakker me
4:59 PM संजीत: haa haa
ab hindi blog world ko new teacher dhundhna padega, ye mamoo to gaya kam se
5:00 PM यूनुस: इसी बात को लेकर तो हम परेशान हैं आज से
5:01 PM संजीत: ha ha
यूनुस: अरे कहां चले गये सब
5:02 PM संजीत: apan yahi hai
गरिमा: yehi hoon
me: टैस्टिंग हिन्दी टाइपिंग
सागर: mere system par cd write ho rahi he so slow chal raha he panch miniute bhi nahi klagenge bas bad me bor karata hu
aapko
me: आया हिन्दी में, वाह।
यूनुस: अरे सुनो भाईयो ई पंडित तो सही साट है
5:03 PM संजीत: gud hai sarkar
यूनुस: मैं तो सोच रहा था कि गया काम से
संजीत: kya kam aaya shrish bhai?
me: पर भाई इसमें CTRL+V भी काम नहीं करता। राइट क्लिक करके Paste चुनना पड़ता है।
5:04 PM संजीत: hmm, ctrl+A bhi kam nai karta na hi ctrl+S
यूनुस: अच्छा
5:05 PM me: इसलिए हिन्दी के लिए काटो और चिपकाओ
गरिमा: very tough work... kaato chipkaao
संजीत: yup
यूनुस: अरे भाईयो आज नारद में कुछ गडबड है क्या
संजीत: katne chipkane k tension k karan hi mai hindi writer upyog karta hu , aap bhi vahi kiya karo yunus bhai
5:06 PM me: हे गूगल बाबा, कृपा करो दुःख हर्ता। :-/
संजीत: han narad me aaj gadbad lagti hai, subah se atka pada hai
यूनुस: ye hindi writer kya hai
kahan hai
संजीत: hindi write is a phonetic hindi typing tool
writer*
5:07 PM aap us se sidhe google talk ya yahoo msngr me hindi likh sakte hai
roman me type karo vo hindi me show karga
यूनुस: achcha
aur gmail pe bhi
chat pe bhi
संजीत: sab pe
aap ek bar ise on kiye means jaha bhi type karoge hind hi hoga
me: हिन्दीराइटर एक IME है, इंडिक आईएमई की तरह लेकिन वो फोनेटिक ट्रांसलिट्रेशन आधारित है। इसलिए आपके काम का नहीं। और वैसे भी उसमें देवनागरी के कई वर्ण नहीं हैं।
संजीत: notepad par bhi
5:08 PM यूनुस: good
संजीत: hmm lijiye maasaam ne sari details de di
maasaab
यूनुस: masaaab hain hi isliye
me: यूनुस भाई रेमिंगटन टाइपिंग प्रयोग करते हैं, इंडिक आईएमई से लिखते हैं, वो भी सब जगह सीधे ही लिखते हैं, काट-चिपका कर नहीं।
5:09 PM संजीत: oh oh remington wale hai
fir to koi kam ka nai inke liye hindi writer
यूनुस: आप लोग किस पर लिखते हैं
संजीत: phonetic hindi writer
यूनुस: achcha
aur maasaab
5:10 PM संजीत: massab to sab aajmate hai
tabhi to vivechna ka pate hai sabki
यूनुस: अरे हां क्या आप लोगों ने मेरा पॉडकास्ट सुना, सागर भाई ने तो सुना, सुबह ही बताया था
संजीत: nahi , abhi tak to naisuna hai , muafi
5:11 PM यूनुस: जे किया हो रिया हे
maasaaab aapne bhee naheen suna kya
संजीत: maasaab ne aaj bas ek hi kam kiya hai, apna sir dhun ne ka
5:13 PM यूनुस: अब तो सिर धुनके फुरसत में आ गये होंगे
गरिमा: khi khi.. aaj shrish ji ko tunka ke hi rakhenge Sanjeet jii.. kahin tunak gaye to classess band ho jaayegii
संजीत: nahi, kal subah tak yahi halat rahegi jab tak blogger meet kinews na padh lenge
he he garima ji
me: मैंने हिन्दीराइटर से शुरुआत की थी, फिर इंडिक आईएमई आजमाया, अंत में बरहा पर जाकर टिका।
5:14 PM यूनुस: क्या बरहा इतना अच्छा है, वैसे अगर आप कन्या के चक्कर में तारीख भूल सकते हैं तो जल्दी ही आपको बिरहा गाना होगा
me: इनस्क्रिप्ट भी सीख चुका, लेकिन उस पर गति नहीं बनी अभी तक। इसलिए मुख्यतः बरहा ही प्रयोग करता हूँ।
5:15 PM संजीत: hmm
me: हाँ जी :(
संजीत: haa haa
5:16 PM यूनुस: और बिरह के गीत गाने हो तो मैं सूची दे दूंगा
संजीत: yara sili sili
यूनुस: हां तो मैं कह रहा था कि आज नारद पर सुबह से अपडेटिंग नहीं हो रही, शायद कुछ गडबड है
dil hooom hoom kare
5:17 PM waise aaj to yahi gayen.................mere saamne wali khidki me
संजीत: yeah its seems kuch to locha hai subah 6 baje se atka pada hai narad, sabnarad muni meetiya rahe hai na
सागर: mai bhi baraha hi use karata hu , dusare bahut try kiye par jama nahi,
haa narad me kuchh gadabad he
me: Yeah it seems something is wrong.
यूनुस: mujhe bhi aazmaana padega
5:18 PM संजीत: hmm
me: All members of tech team are meetiyaying in Delhi, so there is no one to look after.
गरिमा: hehe kya word ban gaya hai
यूनुस: je apne sayi kaheee
me: No Yunus ji, you won't find it useful.
5:19 PM संजीत: hmm
यूनुस: achcha
me: Baraha has only phonetic keyboard, not Remington.
Cafe Hindi tool has.
यूनुस: haan to maassaab tags ki class kab lenge
me: Yeah the class is ready
यूनुस: hame tag tag khelna sikhayenge naaa
5:20 PM ready matlab kya
me: only some screenshots are to be taken.
यूनुस: hamen angreji naheen aati
achchca achcha
संजीत: tag class me mai bhi shamil hona chahunga
me: Hopefully will publish in two three days.
सागर: HAME BHI NAHI AATI
me: Yeah why not Sanjeet bhai.
5:21 PM सागर: ANGREJI BU HU HU ...
संजीत: kyonki aise bahut se loche hai jo abhi tak mujhe samajh me nahi aaye hai
गरिमा: hehe Big B... aap bhi na
5:22 PM संजीत: u know sagar bhai
kal hi ek kanya ko maine e mail me yahi likha ki meri english ki tang tooti hui ahi
5:23 PM reader hai mere blog ki naxal mamle me, aur itni hi-fy english me mail karti ki mera to bheja hi out ho jata ahi
डॉ० has joined
me: He he
गरिमा: khi khi
me: Welcome RC bhai.
संजीत: aaiye mishra ji welcome
सागर: phir kya kaha bhabhi ji ne sanjeetji?
संजीत: amaa kaha ki bhabhi ji yar
me: Friends, mishra ji is here with us.
5:24 PM सागर: Wow mishraji bhi aaye he , swagat he bhai sab
sjan re jhuth mat bolo
डॉ०: Sabko Mera Namaskaar
सागर: namaskaar
डॉ०: Dhnayavaad..
गरिमा: namaskaar mishra ji
डॉ०: Namaste Garima Ji,
सागर: aaj to maja aa gay a
डॉ०: Aur Yoonus bhaaee bhee hain,
5:25 PM गरिमा: aaj blogger meet ho rahi Big B.. maja to aana hai naa
सागर: haa aaj blogger chat meat he hA hA hA
डॉ०: :)
यूनुस: ji haan main bhi hoon
डॉ०: Bahut acHaa Idea hai,
यूनुस: mishra ji namastey
डॉ०: Namaskaar Yoonus ji,
Aapko bahut suna hai Vividh Bharti pe..
संजीत: confrence ka yahi to maja hai, sab ek sath baitho
5:26 PM डॉ०: lekin 4-5 saal pahle tak
Aur Sanjeet Ji aap kaise hain
Shrish, aakhir
यूनुस: achcha
सागर: yunus bhai ki aawaaj ke ham bhi s=diwane he aur bhabhijiki aawaj ke bhi
यूनुस: waah jaan ke achcha laga
डॉ०: aapne meet me Hissa le hi liya,
संजीत: dua hai mishra ji aapki, aap batayein kaise mizaz hai?
डॉ०: chahe khud hi bana ke sahi
:)
5:27 PM संजीत: haa haa, sahi kah rahe hai mishra ji
डॉ०: ham bhi yahaan, time pass akr rahe hain,
सागर: kyo na dilli suchiy kiya jaye ki yaha bi meat chal rahi he
डॉ०: 26 ko Delhi ki flight leni hai,
bas din gin raeh hain
सागर: ve log is baat ki charcha karenge
डॉ०: Bikul
यूनुस: ji haan
गरिमा: haan sahi idea hai Big B
सागर: me fon karata hu
डॉ०: Big B?
यूनुस: mishra ji aap aaj bhi meri aawaz sun sakte hain. aaj maine ek podcast kiya hai
डॉ०: YE kaun hai ji?
यूनुस: bharat me aapka swagat hai.
5:28 PM me: Hmm
डॉ०: Achaa, Ji
aapki awaj thoDi der me jaroor sunte hain,
यूनुस: waise sagar hai hamari patnii ki aawaz ke zyada diwane hain
सागर: big b yani SAGAR NAHAR
डॉ०: shrish, zara amit ko
Phone lagao..
सागर: ha ha ha
यूनुस: arre waaah
to saga bhai aap big B hain
सागर: bhai ham unhe kab se sunate hai aapko nahi
डॉ०: cafe Cofee day me kya chal raha hai..
5:29 PM सागर: ji
यूनुस: aajkal bahut sare big B aa gaye hain
सागर: kisi ke paas kisi ka phone nom ho to dijiye me phone karata hu
यूनुस: kishore Biyani Big Bazaar wale
डॉ०: bahut saare :)
सागर: ekad dijiye
यूनुस: unhe bhhi big B keh rahe hain
डॉ०: Achha,
यूनुस: binani cement bhai big B hai
ye chakkar kya hai
डॉ०: ekad?
गरिमा: Sanjeet ji ko fir se invite karna hai
डॉ०: Achha
गरिमा: mujhse nahin ho raha hai
डॉ०: karte hain
5:30 PM यूनुस: अपने बुढ़ऊ अमिताभ का तमग़ा सबने चोरी कर लिया
डॉ०: ha ha ha ha ha
यूनुस: mishra ji aap kitne din rahenge yahaan
mumbai aayenge kya
सागर: me asdali big b hu
डॉ०: aap hindi me kaise likh pa rahe hain,
संजीत has left
me: संजीत तो यहीं हैं, वो कहाँ गए भला
5:31 PM डॉ०: mere se to Baraha pe ???? aa raha hai
:(
यूनुस: अरे भैया आप असली हैं मगर आपकी खोज देर से हुई
me: Type Hindi in Notepad/Wordpad and copy paste it here.
सागर: haa
डॉ०: ham 30 din tak bharat rahenge
are chhoDo fir,
सागर: are amit ka na. do bhai koi
डॉ०: Roman hi likhtehain
Achha achha
Mai hi try karta hoon,
सागर: ye yunus bhai hi kar sakate he itani mehanat
5:32 PM यूनुस: ha ha ha
me: I am having Amit's number, wait.
गरिमा has left
यूनुस: अच्छा मित्रो मैं अब जा रहा हूं, यहीं मीरा रोड में एक बैठक है, ब्लॉगर मीट नहीं
सागर: mEEra road par kaun he?
5:33 PM डॉ०: amit se
baat
ho rahi,
सागर: oke me niraj bhai se kar raha hu
यूनुस: kisi aur din aisi hi mehfil phir jamayenge
सागर: meera road par kaun he yunus ji
डॉ०: achha ji
namaskaar
5:35 PM सागर: maine niraj diwan ko kah diya he
डॉ०: achha,
5:36 PM सागर: 25 log he meeting me
methili ji ke ghar par
यूनुस: meera road me kaafi log hain apne dost
डॉ०: Achha
सागर: meri bahan bhi rahati he
Ramadev Park me
5:37 PM डॉ०: Haan abhi .
यूनुस: achcha
डॉ०: live report li gayi hai
Amit se
Shrish ko koi nuksaan nahi hua hai
यूनुस: waah
डॉ०: Kyoki
Jitu Ji
Nahi pahunche hain,
Meet me
masijeevi ka poora parivar hai
सागर: log kahenge ki dar kar nahi aaye
डॉ०: Biwi bache sali ke saath aur
5:38 PM Maithili Ji bhi apne bete ke saath hain
Logon ka kyahai,
kahne
सागर: sahi kaha aapne
डॉ०: Abhi Neeraj Diwan Ji bhaShan de rahe hain
सागर: good
5:39 PM tab to jarur jikr karenge
apane meat ka
डॉ०: Younus Ji aap allahabad me kahan rahte the
main Allahabad me 93-99 tak rahaa hoon, fir
Lucknow chala gaya thaa
5:40 PM यूनुस: main allahabad me naheen raha, meri patni wahaan ki hain
डॉ०: Achha, aapne kuch jagahon ka jikr kiya tha isliye poochh,
apne blog pe
5:41 PM यूनुस: meri wife mamta allahabad ki hain
aapne ukna podcast sanjay pe suna hoga
डॉ०: Achha,
Apka matlab Mamta Singh...
यूनुस: ji haan
डॉ०: Aap dono hi radio par ho
5:42 PM waahhhhhhhh
यूनुस: ji
सागर: jI bhai saab Radio sakhi ke naam se prasiddh he Bhabhiji
डॉ०: Aaj aapne bataya to pata chala
सागर: pure bharat me
गरिमा has joined
डॉ०: Hah ha ha ha, Bahut achhi bata hai
गरिमा: mai fir aa gayii... boar karne
डॉ०: Aaiye..
गरिमा: par mere pichhe kya baate huiin?
सागर: padhariye
5:43 PM डॉ०: is baar kaise bore karne ka idea hai?
सागर: mujhe mat karana lado
SS
:)
डॉ०: Pata hai Sagar Ji,
ek din achanak inhone mujhe chat pe kuchh likha,
यूनुस: accha ji main chala over and all
डॉ०: meri taraf se reply gay..
5:44 PM JI AAP KAUN :)
गरिमा: nahin Big B aapko nahin karungee
सागर: :)
fir?
डॉ०: Fir to aap inhi se poochhiye..
सागर: oke yunus bhai aaj bahut maja aaya
डॉ०: kaise inhone apne aapko pahchnwaya
यूनुस has left
सागर: bataiye sisterji
गरिमा: fir.. mujhe yaad nahin.. pakka kuchh gadbad hi kiya hoga maine
5:45 PM actually mujhe yaad nahin kya huwa hoga
डॉ०: :)
गरिमा: par mujhse humesha gadbad hoti hai
to usbaar bhi huii hogii
सागर: badi natakhat ho
kya hua tha pura kissaa batao
गरिमा: sach me nahin yaad
archeive khanghaalna padega
डॉ०: Are sagar Ji
5:46 PM ab maan bhi Jaiaye
Kyo zid karte hain
सागर: are nahi is ladaki ki sharaarate badhati jaa rahi he
डॉ०: :)
गरिमा: itna bhi shararat nahin karti mai bhaiya
bas aapke saamne karti hoon
waise archieve ab dekhna hi padega
aisa kya gadbad kiya maine
सागर: :)
5:47 PM डॉ०: Aap Bhai Bahan NipaT lo,
ham to chale..
sabko Namaskaar..
fir mIlenge
सागर: he he he
naaraaj ho gayi merei bahan :)
me chhed raha tha
bade bhai kaa hak jo he
5:48 PM गरिमा: a rre mai naraj nahi huii
mai to bas soch rahi thi
haan aksar mujhse ek gadbad hotii hai... kisi ka message kahi aur chala jaata hai
सागर: to phir me bhi majak nahi kar raha tha :)
--------------------------------------------------------------------------------
14 minutes
6:03 PM me: garima ji
गिरिराज: marizon ka gussa gharwaloon per nahi nikala karte
me: Are you there?
गिरिराज: abe nahi hai
kya kaam hai
गरिमा: haan jee mai hoon
गिरिराज: :-)
गरिमा: achha bhaiya.. aapne mera gussa nahin dekha abhi tak
6:04 PM डॉ० has left
गरिमा: mai gussa ho jaaungee to aap mana nahin sakoge
गिरिराज: oh!
mat hina
hona*
गरिमा: khi khi
theek hai
kaam pakdo
गिरिराज: shrish ke?
6:05 PM abhi pakadta hoon
गरिमा: aapke aapne
गिरिराज: oh!
me: Hmm
Let me invite others too.
गरिमा: chalo kaam pakdo uthak baithak karo tab jaao
jee
6:06 PM गिरिराज: abe oye shrish
yeh public park nahi hai
samjhe
apni GF ko yanha bulane se pahale soch lena
6:07 PM mein baat nahi karne doonga
:-)
गरिमा: khi khi
aap khood baat karoge bhaiya?
:P
गिरिराज: :-)
6:08 PM गरिमा: bhaiya kya smiley hai.. dikh nahin raha?
गिरिराज: B-)
गरिमा: nahin dikha
6:09 PM गिरिराज: aankho ka ilaz karva
:-)
:-)
गरिमा: hehe last waala dikhaa
baaki upar ke dono nahin dikhe
गिरिराज: shrish
bhaag gaya kya
गरिमा: meri aankhe great hain bhaiya
6:10 PM गिरिराज: good
ok
let me write post
गरिमा: chalo aap post likh lo
गिरिराज: b'bye
गरिमा: haan
bye bye
par usme mera naam likhna
warna mai kutii ho jaaungee
khi khi
गिरिराज has left
6:12 PM me: Hi
गरिमा has left
me: Hi
Hi
6:13 PM The good news is that GMail saves Google Talk Messages in Chat History.
The good news is that GMail saves Google Talk Messages in Chat History.
6:15 PM Hi
Hi
Is anyone here
Is anyone here
Hmm
Hmm
===
कुछ इस तरह भेंटवार्ता का अंत हुआ। उसके बाद अगले कुछ दिनों में एक-दो बार और ग्रुप चैट हुई जिसमें विचार हुआ कि ऑनलाइन ब्लॉगर मीट्स को बढ़ावा दिया जाना चाहिए साथ ही ग्रुप चैट या कॉन्फ्रैंस के लिए सर्वाधिक उपयुक्त माध्यम पर चर्चा हुई। इस बात पर सहमति बनी की टैक्स्ट चैट के लिए Yahoo! Messenger तथा वॉइस कॉन्फ्रैंस के लिए Skype बेहतर है लेकिन चूंकि स्काइप का अकाऊंट तथा डैस्कटॉप क्लाइंट अक्सर सबके पास होता नहीं इसलिए यह तय हुआ कि याहू को इस कार्य हेतु प्रयोग किया जाना उपयुक्त है।
मैंने प्रस्ताव रखा कि हमें हर सप्ताह कम से कम एक बार रविवार को एक ऑनलाइन चिट्ठाकार भेंटवार्ता रखनी चाहिए, इस पर सभी ने सहमति जताई। तय हुआ कि इसके लिए याहू मैसेंजर का प्रयोग किया जाए, वहाँ टैक्स्ट तथा वाइस कॉन्फ्रैंस दोनों की सुविधा है। उस समय उपस्थित अधिकतर साथियों के याहू आईडी ले लिए गए।
इस रविवार को ऑनलाइन भेंटवार्ता आयोजन हेतु संजीत भाई से विचार-विमर्श चल रहा है। जो साथी शामिल होना चाहें, टिप्पणी द्वारा सूचित करें तथा अपना-अपना याहू आईडी मुझे मेल कर दें। आगे की सूचना मेल अथवा उचित माध्यम से दे दी जाएगी।
Technorati tags: Hindi, Bloggers, Meet, Bloggers Meet, Hindi Bloggers Meet, ब्लॉगर मीट, चिट्ठाकार, चिट्ठाकार भेंटवार्ता, चिट्ठाकार मिलन, चिट्ठाकार सम्मेलन




17 टिप्पणियाँ:
श्रीश जी शुक्रिया... उस दिन खूब मजा आया... दुसरी बात की कुछ ऐसे लोगो से भी मिलना हुआ जिन्हे मै नही जानती... अच्छा अनुभव रहा, अगली मीटींग भी जल्दी जल्दी और सार्थक रहें , ऐसी आशा और शुभकामना के साथ। :)
वाह साहब मजा आ गया पूरी मीट-वार्ता (?) पढकर, अगली बार मैं याहू पर जरूर आने की कोशिश करूँगा.. मेरा ID नोट करें chiplunkarsuresh@yahoo.com जब भी मीट हो मुझे बुलायें (चिकन हो तो भी बुला ही लें) :)
मुझे भी बुलाया जाये और मेरी कविता का आनन्द उठाया जाये. :) सार्थक पहल.
सहीं है श्रीश जी कल मैं भी आप लोगों के साथ कुछ समय तक साथ रहा और आप लोगों के प्लान के संबंध में सुना/पढा । हम भी प्रयास करेंगें आप लोगों के साथ मिटिंगयाने का । धन्यवाद
इस प्रकार की मीट का सबसे बड़ा फ़ायदा है कि इसका विवरण शब्दश: दिया जा सकता है :)
जब भी यहू पर ब्लागर मीट हो तो मुझे मेरे जीमेल पते पर सूचित करें
14 जुलाई को श्रीश जी दिल्ली नही पहुंच पाये थे, अब जा कर पता लगा क्यों नही पहुंच पाये ( वो लडकी का चक्कर जिसका जिक्र चेट में हुआ ???).
पूरी रपट पढी. अच्छा प्रयास रहा ये भी.
जल्दी ही थोडे बडे स्तर पर करिये ओन लाइन मीट.
याहू पर मेरा आई डी है : pulsearch@yahoo.com
मैं भी शामिल होना चाहूंगा.
भारतीयम्
सभी सदस्यों से यह वार्ता प्रकाशित करने हेतु पूर्वानुमति ले ली गई है।
क्षमा करना श्रीश भाई, इसमें मेरे द्वारा की गई वार्ता भी शामिल है, जिसे बिना मेरी अनुमति के प्रकाशित किया गया है, आपको इसका दण्ड दिया जा सकता है। आपके पास तीन दिवस का समय है, अपना स्पष्टीकरण प्रस्तुत करें।
नोट : स्माईली नहीं लगाई गई है।
अरे यार मास्साब । मजाक मजाक में आपने तो सबई छाप के रख दिया । चलो अच्छा है । अब याहू आई डी लिख लो । yunuskhanvividhbharati@yahoo.co.in
दरअसल यह पोस्ट लिखने का कारण मात्र इतना ही है कि श्रीश- पण्डित गिरिराज जोशी को अप्रत्यक्ष रूप से कुछ संदेश भेजना चाहते हैं। कौनसा... अरे भाई वही सुंदरी वाला। जिसको जोशीजी का पता प्रमेन्दर प्रतापजी ने दिया और श्रीश का जिक्र भी अपनी पोस्ट में कर दिया, अब अपने श्रीश का मन ललचा रहा है, कि अगर जोशीजी इस प्रस्ताव को स्वीकार ना करें तो ना सही कम से कम उनके (श्रीश के) नाम पर तो विचार करें।
और इसी उधेड़बुन में मास्साब उर्फ श्रीश दिल्ली जाना भूल गये।
बढ़िया विवरण!!
ऑनलाईन मीट के फ़ायदे हैं इसलिए होना चाहिए!
Bahut badhiya bhai ji,
Mujhe meet ki photo lene ke liye bula lete... :)
पहली बात तो ये कि भाईय़ों मैंने याहू आईडी मेल से भेजने को कहे थे टिप्पणियों से नहीं। ऐसे वैबपेजों पर ईमेल लिखने में स्पैमर उन्हें लपक लेते हैं। अगर आपको यहीं लिखना था तो falana [AT] falana [DOT] com की तरह लिखते। लगता है इस विषय पर भी एक क्लास लगानी पड़ेगी।
@गरिमा,
मुझे भी मजा आया गरिमा जी बावजूद कि गूगल की ग्रुप चैट ढंग की नहीं थी। इसीलिए अगली मीटिंग के लिए याहू को चुना है।
@सुरेश चिपलूनकर,
बिल्कुल सुरेश जी जब भी मीट पकेगा, आप वहाँ बुलाए जाएँगे। :)
@उड़नतश्तरी,
यस सर। :(
थैंक्यू सर। :)
@संजीव तिवारी,
संजीव जी दरअसल तकनीक की इतनी सुविधा के बावजूद हम सब इसका उपयोग नहीं करते। मुझे लगता है कि इस तरह की ऑनलाइन मीट्स बिना किसी खास झंझट के संपन्न हो सकने से आने वाले समय में लोकप्रिय हो सकेंगी।
@भुवनेश शर्मा,
सही कहा भुवनेश जी, जब भी प्रोग्राम बनेगा आपको अवश्य सूचित करेंगे।
@अरविन्द चतुर्वेदी,
अरविन्द जी वो तो संजीत भाई वैसे ही मजे ले रहे थे। :)
आपका आईडी नोट कर लिया है।
@गिरिराज जोशी,
जोशी जी हम चैट रुम में पूछ लिए थे कि भईया छाप दें इसको, किसी को कोई ऑबजैक्शन है का। तो कोई नहीं बोला कि ऑबजैक्शन है, आप भी नहीं। इसलिए सबकी सहमति समझी जा सकती है।
वैसे आपको हम जवाब भिजवाए देते हैं।
@यूनुस खा़न,
यूनुस भाई इसको छापने का कुछ कारण है। अभी बताता हूँ। :)
आपका आईडी नोट कर लिया है।
@सागर चंद नाहर,
ले लो मजे सागर भाई ले लो। कभी तो आप भी फसेंगे। :)
@संजीत त्रिपाठी,
सही कहा जी और वो फायदे हमको दिख भी रहे हैं। हम जैसे आलसियों के लिए ये बहुत काम की चीज है। :)
@मोहिन्दर कुमार,
क्यों नहीं मोहिन्दर भाई, अगली मीट की फोटुएँ आप ही खींचना।
वैसे मजाक की बात छोड़ दें तो जरा भारत में हाईस्पीड कनैक्शन आम हो जाएँ तो वीडियो कॉन्फ्रैंस भी कोई दूर की चीज नहीं।
----
और अंत में बताना चाहूँगा कि ये बातचीत यहाँ इसलिए छापी कि इसको पढ़कर और भी साथी इस काम के लिए उत्सुक हों, प्रेरित हों। ये उनके लिए एक उदाहरण की तरह काम करेगा।
खूब, वो दिन बड़ी चीज़ों का ही था लगता है, प्रत्यक्ष दुनिया में सबसे बड़ी हिन्दी ब्लॉगर मीट और अप्रत्यक्ष दुनिया में भी!! ;) :P
चलो अगली मीट तुरत-फुरत न रख पूर्व नियोजित रखना और हिन्दी ब्लॉगर मीट वाले ब्लॉग पर पूर्व सूचना दे देना समय और तिथि की।
और इस तरह की मीट अभी याहू पर ही रखी जाएँ तो बेहतर है, वही अभी अच्छी सुविधा देता है।
@गिरिराज जोशी,
जोशी जी हम चैट रुम में पूछ लिए थे कि भईया छाप दें इसको, किसी को कोई ऑबजैक्शन है का। तो कोई नहीं बोला कि ऑबजैक्शन है, आप भी नहीं। इसलिए सबकी सहमति समझी जा सकती है।
क्षमा कीजियेगा भाई! मुझे इस प्रकार का आपका कोई संदेश नहीं मिला। हो सकता है कि सभी के निकल लेने के बाद आप यह संदेश अकेले में ही भेज दिये हो ;)
वैसे आपको हम जवाब भिजवाए देते हैं।
मुझे प्रतिक्षा रहेगी।
सचमुच बहुत लंबी मीट है। मुझसे तो पूरी पढ़ी ही नहीं गई।
श्रीश जी,
क्या आप इस रविवार को सुबह 11 से 2 बजे तक इंटरनेट पर उपलब्ध हैं? यदि हाँ तो आज कल में बताएँ. एक ऑनलाइन सहायता का आयोजन होशंगाबाद के प्रतीक कर रहे हैं जिसमें शैलेष भारतवासी जी की सहमति भी मिल गई है. स्काईप के जरिए फोन से यह कार्यक्रम करने का प्रस्ताव है.
मैंने आपको जीमेल पर इस बाबत लिखा था पर लगता है वो स्पैम की भेंट चढ़ गया.
टिप्पणी करें
लिंक करें